Humare maa aur baap humse yeh kahte hai ki wo humare maa baap hai, Aur hum Isliye unko maa baap maan lete hai ek to wo insaan hai dusra undono ne paala posha hain humko fir agr wo kahe ki wo humare maa baap hai to unko maa baap manne mai kya dikkat hai, koi kutta ya koi bakri humko kahe ki wo humare maa baap hai to unko maa baap manne mai dikkat hai kyun ki insaan ka baap koi kutta ya bakra nahi ho sakta wo insaan hi hoga isliye koi kutta mujhe keh bhi de ki wo mera baap hai fir bhi mana nahi jayega ... Jaha tak khuda ka Sawal hai khuda to samne aakar kehta hi nahi ki wo humara khuda hai agr samne aake kehde to fir bhi ispe vichar kiya jasakta hain ... Aur aise khuda ko kyun maane koi jo baat baat pe jannum dalne ki dhamki deta hai namaz nahi padhi gunehgaar jao jahnum music sun liya gunahgaar jao jahnum hijab na kiya gunahgaar jao jahnum ... Aise ko khuda kyun mane ?
.
Maa baap ko agar maa baap naa bhi maane to konsa wo jahnum mai daal denge .
Agar khuda ko khuda na maane to khuda humko jahnum mai daal deta hai ☹️

0 Comments